Friday, May 1, 2015

Couplets, lines for posterity.

Some lines, some couplets which I want to preserve for posterity.

Rajab Hamid- the forgotten poet.

THREE AND HALF YEARS HAVE PASSED WHEN WE LOST RAJAB HAMID BUT “AFSOOS DUNIYA ” LIVES ON 

In May 1910 this man Rajab Hamid was born in a lower middle class family in a remote village SATOORA in Traal Kashmir .Totally illiterate and devoted to Sufism of Kashmir , Rajab sahib wrote a song that crossed all barriers of time and space . Apart from being echoed in every corner of the Valley , this song has also touched kashmiris in UK , USA, SAUDI ARBIA , MIDDLE EAST and the plains of INDIA. You had the cassettes previously and Now you have the CDs of this song selling in the market ;

Afsoos Duniya, Kainsi Naa Loug Samsaar Seeteey 

Patau Laakun Vuchh Taa Kum Kumm Kumm Mazaar Vaeteey


( Alas ! This world never accompanied any one ,

Behold !How all the Great Men finally landed at the Graveyard.)

He was brought to the world of Sufi Mysticism by a great Sufi saint Abdul Gaffar Tantray of Midoora, Tral. This couplet is a testimony to his association with Gaffar Tantray:

Bae Tsaaran Yaar Nishatan Shalimaran

Su Aousum Tral Midoorai Choorey Roozan.


I searched my guide far and wide

But found him just in the backyard, Midoora.

His another Murshid and guide : Ghulam Rasool Fida, popularly known as Lassa Khan Islamabaadi. Late Ghulam Hassan Sofi popularized his song AFSOOS DUNIYA through his magical voice and would weep bitterly like a child while singing it. I am a witness to this fact . I am informed by friends that he also wept bitterly while recording it for the first time . 

Alas !This great poet too faced absolute indifference from his people. He died in a state of abandonment and abject poverty. His family continues to reel under this poverty. No institution came forward to help him when he was alive, or his family, after his death.. Rajab Sahib has a lot of unpublished work.. Let some institution like our cultural academy take it upon itself to preserve at least his art for our posterity . Rajab sahib loved his Hubble Bubble ( Hukka ) and lived a simple life of a Dervish .He left this world on 2nd April 2008.Peace be to his soul

( Autar Mota )


Shakeel Badyani

Jab hua zikar zamanay mai mohobbat ka Shakeel
Mujh ko apnay dilay nakaam pe rona aya.


Meri zindagi pe na muskara mujhe zindagi
ka allum nahi

Jisse tere gham se ho waasta 
Woh khizaan bahaar se kam nahin

Wahi karwaan wahi raaste wahi zindagi wahi marhale
Magar apne apne muqaam par kabhi
Tum nahi Kabhi hum nahi.


Some poetry; different poets.

Mujhse mat pooch mere dil ki kahaani ae humdum
Iss mai kuch pardanasheeno ke bhi naam aate hai

lagta hai ab yunnhein kaate gi zindagi ae humdum
aise khayaal kabhi akele mai tou kabhi sareaam aate hai…

Yeh kahan ki dosti hai jo bane hai dost naaseh
Koi chaarsaaz hota, koi ghum-guzaar hota.

Yeh tera tasawuff Ghalib, yeh tera bayaan ghalib
tujhe hum wali samajhte jo na bad-khwaar hota.

vahum-o-guma se door door
yakeen ki hadd ke pass pass
dil ko yeh barham hogaya
unnko humse pyaar hai.

Ameer-e-shehr ghareebon ko loot leta hae,,,,,
Kabhi ba heela-e-mazhab,kabhi ba naam-e-watan- Ahmed Faraz


Ye daagh daagh ujaalaa, ye shab-gaziida sahar,
Vo intizaar thaa jis-kaa, ye vo sahar to nahiiN- Faiz Ahmed Faiz.

Dil Na-Ummeed To Nahi, Na-Kaam Hi To Hai 
Lambi Hai Gham Ki Shaam, Magar Shaam Hi To Hai- Faiz

Yoonhi hamesha ulajhti rahi hai zulm se khalq
Na unki rass'm nayee hai na apni reet nayee....

Nisaar main teri galiyon peh ai watan, kay jahan
Chali hai rasm ki koi na sar utha keh chale
Jo koi chahane wala tawaaf ko nikale
Nazar chura keh chale, Jismo-jan bacha keh chale

Woh jin ke siwa sab kaafir hain
Jo deen ka harf-e-aakhir hain
Inn jhuutay aur makaaroon se
Mazhab ke theke daaroon se
Mein baghi hoon mein baghi hoon

Chala jaata hoon hansta kehlta mauj-e-hawadish se 
Agar aasaaniyan ho zindagi dushwaar ho jaaye - Jigar Moradabadi

Nazar wo hai ke jo kauno makan ke paar ho jaaye 
Magar jab ruh-e-taaban par pade bekaar ho jaaye- Jigar

Hai zakhm-e-qayinat jo hai hindu inn dino
Hai daag-e-zindagi jo musalman hai aj kal- Jigar

Dunyaa Ne Teri Yaad Se Begaana Kar Diya;
Tujh Se Bhi Dil-Fareb Hain Gham Rozgaar Ke- Faiz.


Niyat e shauq bhar na jaaye kahin
Tu bhi dil se utarna jaaye kahin- Unknown


http://www.newyorker.com/magazine/2015/06/29/the-great-divide-books-dalrymple

http://www.halalmonk.com/ziauddin-sardar-critical-muslims-transmodern-tradition